Tuesday, April 26, 2011

REALTIONSHIP---- THE TRUE ESSENCE

ACCORDING TO ME THE BEST CRUCKS OF ANY RELATIONSHIP IS: ONE’D NOT SUPPOSED TO EXPRESS THE RIGHT THINGS AT THE WRONG TIME. BUT WE ALWAYS INTERCHANGE IT AND THE PROBLEM ARISES!!!!

Saturday, January 1, 2011

The essence of trust is must to hold the relationship!!!!!!!!

A girl and her boyfriend were crossing a bridge.
The boy was kind of scared so he asked his girlfriend:
"Sweetheart, please hold my hand so that you don't fall into the river." The girl said:
"No, My beloved one. You hold my hand."
"What's the difference?" Asked the puzzled boy.

"There's a big difference," replied the girl.
"If I hold your hand and something happens to me, chances are that I may let your hand go. But if you hold my hand, I know for sure that no matter what happens, you will never let my hand go."

SO ALWAYS REMEMBER:
In any relationship, the essence of trust is not in its bind, but in its bond. So hold the hand of the person whom you love rather than expecting them to hold yours.

Thursday, December 23, 2010

VASANT MA PAN KHARE CHHE PHULO!!!!!

NAJAR NICHI EMNI GHANU BADHU KAHI JAY CHHE,
PRANAY GHANI VAAR HRADAYMATHI NIKLI AANKHO MA J RAHI JAY CHHE.

VATO THI EMNI ETLU TO PURVAR THAYI JAY CHHE,
NISHFAL BANE CHHE PRANAY JYARE TE VYAVAHAR BANI JAY CHHE.

UTTAR PRASNONA JIVANE PUCHHELA PREM AAPI SHAKTO NATHI,
RUTU MA PRANAY NI ETLE J TO VASANT PEHLA PANKHAR AAVI JAY CHHE.

STHITI PRANAY NI PAN AJIB CHHE, NA BHULAVI SHAKAY CHHE NA CHHUPAVI SHAKAY CHHE,
CHALO KAI NAHI!!! KHUSH CHHE TEO EMNI DUNIYA MA E JANI MAN TO MANAVI SHAKAY CHHE.

VAT PEHLA PRANAY NI MITRO MANE NA PUHH SHO HAVE,
AAVE CHHE JYARE YAD EMNI KYANK CHHAVAY CHHE SMIT NE KYANK AANSU SARI JAY CHHE.

Tuesday, December 21, 2010

PREM---EK SANKALP JE SPARSHI GAYO!!!

JYARE NAYANO THI VADHU NE SHABDO MUKHE THI THODA BOLAY CHHE,
TYARE TENE “KADACH” PREM THAYO KEHVAY CHHE.

JYARE KSHAN BHAR NI PAN JUDAI EMNI YUGO SAMI BANI JAY CHHE,
TYARE TENE “KADACH” PREM THAYO KEHVAY CHHE.

AAVI LAGNI SHABDO MA KYAN VARNAVI SHAKAY CHHE, CHHATA TEO SAGHLU SAMJI JAY CHHE,
TYARE TENE “KADACH” PREM THAYO KEHVAY CHHE.

EMNA SMIT THI VASANT ANE AANKHONI UDASI THI PANKHAR THAYI JAY CHHE,
AA RITE RUTUO JYARE BADALYI JAY CHHE, TYARE TENE “KADACH” PREM THAYO KEHVAY CHHE.

NA HOY SATH EMNO JIVANBHAR TO SHUN THAYU? YADO THI PAN EMNI JIVI SHAKAY CHHE,
SANKLPO AAVA JYARE JIVAN NE SPARSHI JAY CHHE, HAAN!! TYARE TENE PREM THAYO “J” KEHVAY CHHE.

Wednesday, December 15, 2010

EK SOCH JO KHARONCH DE JATI HAI!!!!!

SAWAL AAJ BAS YAHIN DIL MERA BAR BAR DOHARATA HAI,
NIBHANA NAHI HOTA HAI GAR MUMKIN TOU KOI RISHTE KYUN BANATA HAI.

APNA BANAKAR CHHOD DENA YA JUDA HO JANE KI BAAT KO AB HARKOI “AAM” BATLATA HAI,
JO PYAR KO “KHUDA” KAHETE HAI VAHI PHIR TAY KARTE HAI KE AAJ SE HUM “JUDA” REHTE HAI.

KYA BITATI HOGI SAMNE WALE KE DILPAR YEH TO JAISE SAMJA HI NAHI JATA HAI,
ARE CHHODO!!! KYA SAMJI JAYENGI VOH BAAT JISKO EKPAL SOCHA TAK NAHI JATA HAI.

KEHTA HAI HAR KOI KE BASTA HAI KHUDA ISS DIL ME TOU USSE HI KYUN DUKHAYA JATA HAI,
BATEN ME PHIKR KI KAR RAHA HUN MAGAR YAHAN TO ZIKR TAK ZAHAN ME NAZAR NAHI AATA HAI.

JANTA HUN KI AISE BATON KO KITNI BHI BAAR DOHARAO ISSE NA SAMJA NA SUNPAYA JATA HAI,
KYA KAHU NADAN HI TO HUN JO YEH JANTE HUYE BHI MAIN YEH SAB DOHARAYE JATA HUN.

Monday, December 13, 2010

KAUN JANE MAIN KAHAN KHO GAYA??!!

UGATA HUA SURAJ THA MAIN MAGAR REH GAYA SHAM DHALTI HUYI BANKAR,
HAIRAN KHUD BHI HUN JAB SHAKL VOHI HAI TOH KAISE GAYA ZAMIR BADALKAR.

NADAN HI THA ME JO NA JAN PAYA KE PA RAHA HUN SAPNO KO, MERE APNO KO KHOKAR,
EHSAS HUA MUJHKO ISS BAT KA, JAB PAYA MAINE KHUDKO AKELA, ZINDGI KE HAR MOD PAR.

JANTA THA SHOHRATEN RAKH DETI HAI AKSAR, MAINE INSANIYAT KE BADALKAR,
KOSATA HUN AB KHUD KO HI, KI JANTE HUE BHI YEH MAIN KYUN CHALA ISS RAH PAR.

JO BASTI THI KABHI MUJH ME INAYATE BANKAR, AB DASTI HAI VOHI BATEN SHIKAYATE BANKAR,
BAS YUN KEH LIJIYE KE ILM TAK NA THA SURON KA AUR TARAS RAHA THA ME JHANKAR.

PHALSUFA-E-ZINDGI KO MERI AB TO KHAMOSHIYAN BHI RAKH DETI HAI BAYAN KAR KE,
BAS YUN SAMAJ LIJIYE KE AANSU HI KHARIDE HAI MAINE HARDUM MUSKURAHATE BECHKAR.

Wednesday, August 11, 2010

EK GHUNT JO KADVA SA HAI!!!!!

AAJ DEKH KE AAINE ME INSAN, KHUDSE NAZRE BHI NA MILA PATA HAI,
ARE!! PHIR BHUL GAYA ME YE KE AB TO PAISON SE ZAMIR TAK KO KHARIDA JATA HAI.

USUL, JAZBAT AUR KAYDEN KI BATEN JAISE DAFN SI HO CHUKI HAI KITABON ME,
TABHI TO AAJ HAR BEKASUR KO HO JATI HAI SAZA AUR GUNEHGAR RIHA HO JATA HAI.

RISHTON KI BUNIYAD ME JAHAN PEHLE PYAR BASTA THA, AAJ VYAPAR BASTA HAI,
SHAYAD ISILIYE TO JAB SATH ZARURI HO KISI KA HAR APNA PARAYA HO JATA HAI.

PEHLE TO VIRASAT ME, SIVA SANSKARON KE SABKUCHH DIYA JATA HAI,
AUR PHIR MAUJUDA HALAT KE LIYE JIMMEDAR KISI AUR KO THEHRAYA JATA HAI.

AAJ CHAHTA HAI HAR KOI KE DUA USKI KUBUL HO JAYE, MAGAR BAT YEH KAISE MUMKIN HO PAYE
JAB KHUDA HAR INSAN KO ANDAR SE KUCHH AUR TO BAHAR SE KUCHH AUR DEKH PATA HAI.