Saturday, March 20, 2010

DO KHUDA ZAMIN PAR

SOCHATA HUN ME KUCHH LIKHU AAJ UNKE BAREME, SAMMAN KO SHABDON KA AKAR DEKAR,
SAJAYI JINHONE HAMARE HONTHON PE HASI, AANKHON KI NAMI HAMARI APNI ANKHON ME LEKAR.

SAMAJ SAKTE HAI JO HAMARI BHAVNAO KO SIRF AANKHOME PADHKAR,
TO PHIR KAISE HO SAKTE HAI KUCH LOG, HAMARI ZINDGI ME US RISHTE SE BHI BADHKAR.

BANAYA JINHONE HAME SATH REHKE INSAN KAHELANE KE KABIL, APNI KIMTI KHUSHIYON KO KHOKAR,
TO JINDGI KE CHAND ANTIM SALO ME SATH UNKE REHNE KE BAJAY, KYUN HO JATE HAI HUM KISI AUR KE HOKAR.

DIL SE CHAHA HO JISE YA DUAON SE PAYA HO, AGR VO HI JUDA HO JAYE TO BIKHAR JATE HAI HUM TUTKAR,
TO PHIR KAISE DEKH PAYENGE VO UNKI BAKI JINDGI, JAB REH JAYENGE UNKE ANKHON KE CHIRAG BUJKAR.

AGAR PEHCHAN SAKO TO MAN LO, YEH VO RISHTA HAI JISKO US KHUDA NE BHI DIYA THA SAMMAN PAV CHHUKAR,
VARNA CHAL HI DENGE VO EKDIN HAMARI ZINDGI SE, AANKHON ME NAMI AUR KABHI NA PURI HONE VALI KAMI DEKAR.

3 comments:

  1. Hi, Sanket awsome yaar. Please extend your topics and I'm sure U will get more response. Keep it up.............

    ReplyDelete